Pages

jai jai shaam, raadhe sham Bhajan

jai jai shaam, raadhe sham - (4)
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan - (2)
aisa tha baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan
aisa tha baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan
kya kya kahoon.........

unako toh baalpan se na tha kaam kuchh jara
sansaar ki jo reet thi usako rakha ??
maalik woh aap hi the unhe baalpan se kya
baalpan javaani budhaapa sab ek tha
aisa tha -2 baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan
aisa tha baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon.........

jai jai shaam, raadhe sham - (4)
baale ho bejraaj jo duniya mein aa gaye
lila ke laakh rang tamaashe dikha gaye
iss baalpan ke roop me kitano ko bhaa gaye
ik yeh bhi lehar thi jahaan ko dikha gaye
aisa tha -2 baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan
aisa tha baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon.........

sab milake yaaro krishna muraari ki bolo jai
govind chhail kunj tihaari ki bolo jai
bolo ?? tihaare laal ki jai
sab milake yaaro krishna muraari ki bolo jai
jai jai shaam, raadhe sham
govind chhail kunj tihaari ki bolo jai
jai jai shaam, raadhe sham
dadh chor gopinaath tihaari bolo jai
jai jai shaam, raadhe sham - (2)
??? krishna muraari ko bolo jai
jai jai shaam, raadhe sham - (2)
aisa tha -2 baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon main krishna kanhaiya ka baalpan
aisa tha baasuri ke bajaiya ka baalpan
kya kya kahoon.........
jai jai shaam, raadhe sham

No comments:

Post a Comment